Husn Urdu Shayari Hum Haseen Hone Ka Dawa Tu Nahi Karte
Hum haseen hone ka dawa to nahi karte, Magar Han! Jisay Aankh bhar ke dekh lain Usay Uljhan main dhal dete hain...!!!
Hum haseen hone ka dawa to nahi karte, Magar Han! Jisay Aankh bhar ke dekh lain Usay Uljhan main dhal dete hain...!!!
Aankhon Ko Khuley Aasma Ke Hawaaley Kar Diya Hai, Suna Hai Baarish Se Lipat Kar Tumare Khwaab Barastey Hain...!!!
Bheegi hoi aankhon ka yeh manzar na mily ga Dil toorr ke mat jao kahain yeh dil na mily ga, Phir yad bohat aae gi zulfo ki ghaani...